Join Us:
दिशा-लाइव ग्रुप ने लॉन्च किया नया ब्रांड BizPry - लोकल से ग्लोबल तक 20 मई स्पेशल -इंटरनेट पर कविता कहानी और लेख लिखकर पैसे कमाएं - आपके लिए सबसे बढ़िया मौका साहित्य लाइव की वेबसाइट हुई और अधिक बेहतरीन और एडवांस साहित्य लाइव पर किसी भी तकनीकी सहयोग या अन्य समस्याओं के लिए सम्पर्क करें

मेरी माँ

Abhay singh 30 Mar 2023 कहानियाँ समाजिक Shivam Singh story 19193 0 Hindi :: हिंदी

Meri ma dubli si patali si pariathiyo se ghiri hui meri maa.
Lekin kathin samay me bhi mere pita ji hath pakad ke rakha ghar ki hair museebato me unka saath diya mujhe bahut pyar karti hai 
Har vakt mera saath dene ke liye khadi rahti hai har museebat me mera saath deti hai meri maa
Maine khana khaya ki nahi mai nahaya ki nahi mere pass paise hai ki nahi har cheej ke baare me puchhati rahati hai meri maa.
Mujhe aksar iss baat ka dukh rahata hai ki mai unke liye kabhi kuchh kar nahi paya lekin kabhi vah koi sikayat nahi karti meri maa
Mujhe hamesa yahi sikhaati hai ki beta nase se hamesa duri bana kar rakhna.
Mai unko bade hi pyaar se javab deta maa mai aisa nahi karunga lekin paristhiti ko kuchh or hi manjoor tha 
Jab mai BSc. Pratham me pahucha to mujhe kuchh aise dost mile jinhone mujhe beer ki khubiya batai uske baad jaise mujhe junun sa chadh gaya mujhe bhi lagne laga ki nahi yaar beer Pina chahiye iske tamam fayede hai jab mujhse raha nahi gaya tab maine bhi pine ki thaani aur javase lautate vakt eak beer ki botal khareed li aur pi gaya mujhe kafi Anand mahsus hua fir to maano mai roj pine laga aur sthit ne mujhe aise majbur kiya kiai dheere dheere daaru bhi pine laga .
Jab mere maa ko pata chala to vo bahut royi mujhase do din tak baat tak nahi ki .
Vo kahti hai beta ise chhod do ab mai unhe kaise batau ki maa mai roj to pita nahi hu kabhi kabhar le leta hu .
Lekin mere sath ke pine valli neujhe aise badnaam kiya ki jaise mujhsa bada koi sarani nahi hai .mai bhi chup chap sunta gaya kyokiai janta tha ki mujhe kya karna hai kya nahi .
Maa mai jis din bahut jyada dukhi hota hu to us vakt mujhe iski jarurat padati hai 
Mai akela rahta hu udass tab iski jarurat padti hai logo ko apna dukh batane se mai hasi ka paatra nahi banana chahata 
Mai jaisa hu usi me khus rahna chahta hu 
Maa bas tum mere sath raho or mujhe kya chahiye 
Maa tum duniya ki sabase achhi maa ho 
Har janm me tum meri maa bano bas bhagvaan se meri yahi prarthana hai 
🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️❤️❤️❤️🙏🙏🙏
Dosto apni ke baare me jarur coment do sabd kahna 

Comments & Reviews

Post a comment

Login to post a comment!

Related Articles

बहुत समय पहले की बात है रहमान चाचा के यहाँ एक चूहा रहता था. हर दिन की तरह उस दिन भी बाज़ार से गाँव लौटते वक़्त चाचा झोले में कुछ सामान लेकर � read more >>
सच्चे भाई सुबह की योगा क्लास लेने के बाद मैं पार्क से होते हुए बाजार वाली रोड पर सैर के लिए निकल पड़ी । सुबह के व� read more >>
लड़का: शुक्र है भगवान का इस दिन का तो मे कब से इंतजार कर रहा था। लड़की : तो अब मे जाऊ? लड़का : नही बिल्कुल नही। लड़की : क्या तुम मुझस read more >>
Join Us: