Join Us:
दिशा-लाइव ग्रुप ने लॉन्च किया नया ब्रांड BizPry - लोकल से ग्लोबल तक 20 मई स्पेशल -इंटरनेट पर कविता कहानी और लेख लिखकर पैसे कमाएं - आपके लिए सबसे बढ़िया मौका साहित्य लाइव की वेबसाइट हुई और अधिक बेहतरीन और एडवांस साहित्य लाइव पर किसी भी तकनीकी सहयोग या अन्य समस्याओं के लिए सम्पर्क करें

कुवार का माहिना

Abhay singh 30 Mar 2023 कहानियाँ समाजिक Shivam Singh story 19945 0 Hindi :: हिंदी

 saal bhar intjaar karne ke baad kuwaar ka mahina ata hai bade hi utsukta se is mahine ka intjaar karte hai ham log do mahine pahle hi saari taiyari suru ho jati hai koi dhan ka paira khojane me laga rahata hai koi mitti laane me fir meri baari aati hai murti banane ki badhe hi chaav aur utsaah ke saath ham murti banate hai mitti ko kitna sadana hai kitna bhusa milana in sab chijo ka vishes khayal rakhna padta hai 

jiske baare me ham master hai 

fir jab 10 din bachate hai to kameti ka gathan kiya jata hai usme adhyachh upadhyachh chuna jata hai 

jo vyakti kameti me sabse jyada chanda deta hai use kameti adhyachh bana deti hai 

hamari kameti 17 saal purani hai fir pariya ke din murti ki sthapna hoti hai satyendra ka kam paiso ka intjaam karne me munna bajar ka kaam dekhta hai niraj light jisme mera kaam saaj sajja ka rahta hai .

sabse majedaar kaam to golu bhai ka hai jo sif gana bajane ke liye jaane jaate hai nav din khub dhum dhadaka rahta hai 

aur fir dasahrw ki din visarjan ka jo ham log bade hi dhum dham se karte hai ma ka ashirwad sada hamare kameti par bana rahe .

isme chanda dene ka sabse aham role prathmik vidyalay ki team ka hota hai jisame amit sir men leed rol me rahte hai .

amit sir bhi kafi dilkhus aadmi hai hamri kameti ka hamesa sahyog karte hai .

hame aaj bhi yaad hai vodin jab chhote chhote the tab nauratri kaise manate the pas me hi dadu baba ji ki murti baithati thi ham sabhi log jaate pahle vaha se prashad ikattha karke laate aur fir apne pandaal me batate 

aur fir golu(bajiraav) sani gupta raja shukla hemraaj guru ji sab log tapsi ke dhol par bhajan gaate fir sab log apne ghar chale jaate 

ham logo ke paas eak chhota sa sel wala jisme kaiset lagti thi baja rahta tha jisme ham log gana bajate the saadi ke tambu me murti ki sathpana karte the un dino ko yaad karta hu to aaj bhi aankhe bhar jaati hai 

ham log do do rupay ikattha kare DVD laate the aur fir machhala haran ki kaiset lag jaati to pura pandaal logo ki bheed se bhar jaati thi .

mata raani ki krapa pure kameti ke sadasyo par apni krapa banaye rakhe hamesha unke kasto ko door karti rahe or unhe bhakti bhajan daan punya karne ki prerana milti rahe jai mata di🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

Comments & Reviews

Post a comment

Login to post a comment!

Related Articles

बहुत समय पहले की बात है रहमान चाचा के यहाँ एक चूहा रहता था. हर दिन की तरह उस दिन भी बाज़ार से गाँव लौटते वक़्त चाचा झोले में कुछ सामान लेकर � read more >>
सच्चे भाई सुबह की योगा क्लास लेने के बाद मैं पार्क से होते हुए बाजार वाली रोड पर सैर के लिए निकल पड़ी । सुबह के व� read more >>
लड़का: शुक्र है भगवान का इस दिन का तो मे कब से इंतजार कर रहा था। लड़की : तो अब मे जाऊ? लड़का : नही बिल्कुल नही। लड़की : क्या तुम मुझस read more >>
Join Us: