Rakhi verma 30 Mar 2023 कविताएँ प्यार-महोब्बत Pyari maa 12543 1 5 Hindi :: हिंदी
Jab aankh khuli to maa ke aankhoo ka ek tara tha meri ma ka anchal mujhko bhu Mandal sa pyara thaa Me apni maa ke ankhoo ka Tara tha jo Mai has deta to maa ka pora din tyohar ban jata tha vo raja beta khahti thi me Har baat pr muskata tha khub hasata khub Stata pairo se khub prhaar kiyaa maa ne apne man me ek sundar khvaab sajaya tha Mai apne dil me Maa ki ek pyari si murat ko bsaya tha. In nanahi si hatho me ghr k chhote bado ka pyar paya tha kabhi chocolate kabhi mithai kabhi ice cream khata tha is chhote se Angan me maa ne mujhkoo pahli baar chlna sikhaya tha..vo din aaj bhi yaad hai sabko jab pora angan khushi se muskuraya tha. Mai Har duniya ke maa k pairoo me shish jhukata hu.....
1 year ago